Sunday, January 8, 2012

Ek prem kahani fark sirf itna hai.

Ek prem kahani
fark sirf itna hai.
Uski barat gayi.
Meri maut aayi.
Phool us par bhi the.
Phool muje par bhi the.
Mahphil waha bhi thi.
Mahphil yaha bhi thi.
Unka hasna vahan tha.
Inka rona yaha bhi tha.
Sahilya uski bhi thi.
Dost mere bhi.
Kaji udar bhi tha.
Molvi idar bhi the.
Wo saj ke gayi
muje sajaya gaya.
Wo uth ke gayi.
Muje uthaya gaya.
Fark sirf itna tha dosto use apnaya gaya.
Aur muje dafnaya gaya yaaro.
Sent from BlackBerry® on Airtel

No comments:

Post a Comment

अंडे का चिल्ला (Fluffy egg omelette chilla )

Mykitchencam insta page Mykitchencam YouTube Channel Send us recipes for colabration Contact US Mykitchencam FB page FLP Products SBI insura...